Congress party ka naya vigyapan (Tata Sky Shop style):
Main pehle bahut MOTA tha
Log mujhpar hanste the
Maine sab kuch ajmaya magar koi farak nahi pada.
Mai sab aur se haar chuka tha
Phir maine Congress ko vote diya
.
.
.
Ab mehengai itni badh gayi hai ki main kuch bhi nahi kharid pata hoon
Ab main bhookha marta hoon
Aur mera wazan bahut kam hogaya hai
Thanks Congress! Meri zindagi badalne ke liye…